Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi Lyrics - SANAM
Raat Kali Ek Khwab Mein Aai is a Bollywood retro sung by Sanam. The
original song was sung by legendary Kishore Kumar. Music composed by R.D. Burman and
lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.
![]() |
| Raat Kali Ek Khwaab Mein Aayi Lyrics - SANAM |
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi
Subah
ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Chaahe
kaho isse, meri mohabbat, chaahe hansee mein udaa do
Ye
kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake, tum hi bataa do
Chaahe
kaho isse, meri mohabbat, chaahe hansee mein udaa do
Ye
kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake, tum hi bataa do
Tum
ne qadam toh, rakha zameen par, seene mein kyon jhankaar huyi
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Aankhon
mein kaajal, aur laton mein, kaali ghataa ka baseraa
Saanvali
soorat, mohni moorat, saavan ruth ka saveraa
Aankhon
mein kaajal, aur laton mein, kaali ghataa ka baseraa
Saanvali
soorat, mohni moorat, saavan ruth ka saveraa
Jabse
ye mukhdaa, dil me khila hai, duniyaa meri gulzaar huyi
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi…
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi
Subah
ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi
Raat
kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi.
SONG CREDITS:
Song: Raat Kali Ek Khwab Men Aai
Artist: SANAM
Music Rearranger SANAM
Original Credits:
Artist Kishore Kumar
Music Rearranger R.D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri


0 Comments